Hum unse milkar unke aagosh mein ho gye Aur waqt ka pata na chala unki ankhon mein kho gaye woh apni zindagi k kuch dafn raz hamko btate gaye hum has kar unki sab baaton ko apnate gaye woh hum par apna haq yun phir jatate gaye hum bhi apna dil har kar unke ho gaye woh apna pyar jatate gaye hum unhe apnate gaye unki ek hasi k liye hum sare rishte nibhate gaye raat ko jab neend padi meri aankhon mein hum unko bahon mein bhar so gaye unse milkar @original_ ishaansharma