udaan unchi bahut hai meri , sooraj ko nigal jaata hoon kalpana main saara bramhaand ghoom aata hoon.. samudra ko pee kar sukha deta hoon kalpana main sab kuch aasani se kar jaata hoon kalpana ki udaan