MaikashoN ka dair ya haram kya hoga shaaki bata inpe tera karam kya hoga Hai khoon se rangi maazi duniya ki Masto ka aind jaan-e mann kya hoga Sab pukarate hain, par vo sunta nahi Bhala isse jyada koi berahm kya hoga HukumateN dastawez banwae lekin, yuN chale kalam to vo nazm kya hoga Jiske khayaloN se dil betab hota hai Agar aajaeN, jaane vo alam kya hoga #Ghazal #urdu #philosophy meaning MaikashoN = #drunkards Dair ya haram = #temple or #mosque Maazi = #history MastoN = #intoxicated Aind = #future