White kau sa asa saal hoga jab chhath pr aankh na roya higa kaun sa asa saal hoga jab hamne ye chhath ko khaya na hoga har bar aakhan bahne lagti hai maan bhai hone lagta hai sab kuchh hoge hoe bhi ye chhath me sab kuchh khone lagta hai cha kar bhi nahi ja pate aanpe ghar chah kr bhi nahi kr pate ye pavan parv ab maa me bhi shakti nahi ki vo bhi kr le ye katdin vart ab to ghar pe koi karta bhi nahi ye maha parv, bahut yaad aate hai vo bachpan ke din jab chhath pr sab milte the ek hi ghar angan me sab ghat jane ka hota tha alag hi raunak sab kuchh shudh sudh sa hota tha pavan man me ulas bahiri rahti thi pure barson tak ghar aagan agle saal ke chath ka hogamta tha aash ka arabh ye chhat bahi ham bihariyon ka maha varv hai man bhavan miss u Ranchi ©Rashi #happy_diwali #Rashi