Hum kayal h tumhare Ye masum sa chehra Sarmo haya se bhari Ye pyari si aankhe, Badi kamal hi h Tumhari sab baate, Mana ki lakho honge Tumhare deewane Magr koi hum Jitna karib nhi tumhare Ye chehre ka Khoobsurat sa nur tumhara Hume ghayal sa Kar Jaata h, Ye nasumiyat pyar bhara Masum Chehra tumhara, Jee karta h tumhe dekhte rahe Tumhe tumhi se chura le Magar kya kare, Kambhakt itna hak Nhi banta na humara, KRISHAN MEENA ❤️❤️❤️❤️🙂🙂🙂🙂 Dedicating a #testimonial to Satyabhama Pradhan