kya timakthe hue sitaaron ko dekh khush hojaaun mai aisa mera ishq hai kya ? nayaab tohfe wo mujhe dein mai use pakaar muskuraaun aisa mera ishq hai kya ? uske uns ka asar jo mujhpe hai saari duniya se mai chipaaun aisa mera ishq hai kya ? baat tho karni hai uski har kisi se par usise mai hichkichaaun aisa mera ishq hai kya? khayal uska har waqth hai phir bhi bekhayaali me uska dil dukhaaun aisa mera ishq hai kya ? dil kartha hai rodun kabhi use dekkar par usko isse pareshaan karun aisa mera ishq hai kya? mai jaanthi hun kithni mohabbath hai mujhe tumse tum meri aankhon me naaplo gehrai mohabbath ki bataaun aisa tumhare liye mumkin hai kya ? ©soldier of god #14thAugust #love #missyou