aei zindagi ye tu kaha ruk gayi udna hai hamko or tu hi jhuk gayi nanhe nanhe par hain mere sath chalo na keh do sham ko k itni jaldi dhalo na baaki dastan hain meri sunke jana tum bin bulaye mere kal bhi lout aana tum der raat hogi ghar bhi chor aunga teri chokhato se nazrein mor launga #zindagi#aarzoo#wafa#love#kafir#patialvi