Moti hai par cute hai Teri baatein sab se sweet hai Gussa hamesha naak par rehta hai Gawaar teko sab kehta hai Tu karti sabko pareshaan FIr bhi hai hamari jaan Tu hai sabse choti Sabse khoti Fir bhi karte hum tujhe pyaar Tu hai hamari yaar Ek hazaaron mein meri behna hai Sari umar hume sang rehna hai😍😍😍