Nahi rahi shahar main kasawat ab Ho gai Hai bahut banawat ab Pehchan se bhi inkar karte hain wo Nahi rahi khaton main wo likhawat ab Nahi aati saundhi khushboo mitti ki Ho gai makano main pakki jamawat ab Ab to puure bhi nahi rahte chaumanse N rahi mausam main wo tarawat ab Dr KR Prbodh # badalta mausam#