Nojoto: Largest Storytelling Platform

madur hu me Haa vo majdur hu me. Ghar se nikal d

madur hu me 
Haa vo majdur hu me. 
Ghar se nikal do vakt ki roti ke liye. 
Na jyada pahchan hai meri. 
Ha vo garib hu me. 

Ghar chalane ke liye. 
Me roj sangharsh karta hu. 
Janta hu bhukh kya hoti hai. 
Isliye me roj hardwork karta hu. 

Manna jyada badi hasti nhi meri. 
Na me kafilo me chalta hu. 
Pr haa apne privar ki bhukh mitane ke liye. 
Me roj mahnat karta hu. 
  
Kon kahta hai garib hu me. 
Asli dil ki amiri to hmare pass hai. 
Manna hum har vakt chappan bhog nhi khate. 
Pr hmare ghar ke chulhe ki roti usse kam nhi. 

Kabhi dhup me pathar todu. 
Kabhi chalau jangal me aare. 
Kabhi khodu barsat me gadhe. 
Hu majdoor me meri yhi khani

Bhut mahnat karta hu. 
Tab jakar chulha jalta  hai. 
Naaj hai mujhe apni khuddari pr. 
Bina gadi ke hi sahi pr badi sant se chalta hu. 

Kabhi barsaat me kabhi aandhi se. 
Me har pal darkar mukabla karta hu. 
Na Sunday na Saturday ke me chutti leta hu. 
Me har din mashine ban  jata hu. 

Log kahte hai thoda to rest liya kro. 
Mahine me ek din to aaram kiya kro. 
Dekhte hi sabki jarurten puri karne ko. 
Me roj bhagm bhag karta hu. 

Na mene sevings ki aadat dal rakhi hai. 
Na health card hai mera. 
Jane kab kya ho jaye. 
Bus vo malik rakhvala hai mera. 

Na koi ghar me frij hai mere. 
Matke se kam chalata hu. 
Na koi aalishan mahal hai mere. 
Bus jhuggi jhopadi me time kat ta hu.

Na ac kular me rhta hu. 
Na badi gadiyon me chalta hu. 
Na brabri kru kisi ki me. 
Majdur hu me maryada me rhta hu. 

Na hath felata hu kisi ke aage. 
Jo mil jaye mujhe vakt pe usme gujara karta hu. 
Me  matti ka ghada hu pakka. 
Me mahnat ki karke khata hu. 

Na mili kabhi puri salry. 
Jyada padha likha nhi hu me. 
Fund bonus kya hota hai. 
Har hak se khali rah jata hu me. 

Jab me kam krunga
Tabhi badhega tera karobar. 
Mujhko hi agar Tu fatkare. 
Ho jaiyga Tu lachar. 

Mere bare me bhi sochna. 
Mujhko labour bhi kahte hai. 
Rukha sukha khakar jite hai. 
Ha me majdur hu hum samman se jite hai. 

Me kah nhi pata apna  dard kisi se. 
Har atyachar sahta hu. 
Mera dard bhi to Tu dekhle. 
Me majdur hu mere halat ko dekhle. 


Bina kahe mere dard ko padhle. 
Kyo karu me phir aandolanon. 
Samaanjanak e andata mere. 
Meri jindgi ki kitaab ko padhle. 

Me majdur hu maryada me rahna cahta  hu. 
Hak marna naa kabhi tu mera. 
He meri bhi bus ek hi aash. 
Roti kapda makan. 

Meri takat mera kam. 
Majdur hai meri pahchan. 
Aaj majbur kar diya sabne milke. 
Me har roj maje divas mnata hu. #majdur #Labourday kya karu deri der se bani par kuch ghante me bani
madur hu me 
Haa vo majdur hu me. 
Ghar se nikal do vakt ki roti ke liye. 
Na jyada pahchan hai meri. 
Ha vo garib hu me. 

Ghar chalane ke liye. 
Me roj sangharsh karta hu. 
Janta hu bhukh kya hoti hai. 
Isliye me roj hardwork karta hu. 

Manna jyada badi hasti nhi meri. 
Na me kafilo me chalta hu. 
Pr haa apne privar ki bhukh mitane ke liye. 
Me roj mahnat karta hu. 
  
Kon kahta hai garib hu me. 
Asli dil ki amiri to hmare pass hai. 
Manna hum har vakt chappan bhog nhi khate. 
Pr hmare ghar ke chulhe ki roti usse kam nhi. 

Kabhi dhup me pathar todu. 
Kabhi chalau jangal me aare. 
Kabhi khodu barsat me gadhe. 
Hu majdoor me meri yhi khani

Bhut mahnat karta hu. 
Tab jakar chulha jalta  hai. 
Naaj hai mujhe apni khuddari pr. 
Bina gadi ke hi sahi pr badi sant se chalta hu. 

Kabhi barsaat me kabhi aandhi se. 
Me har pal darkar mukabla karta hu. 
Na Sunday na Saturday ke me chutti leta hu. 
Me har din mashine ban  jata hu. 

Log kahte hai thoda to rest liya kro. 
Mahine me ek din to aaram kiya kro. 
Dekhte hi sabki jarurten puri karne ko. 
Me roj bhagm bhag karta hu. 

Na mene sevings ki aadat dal rakhi hai. 
Na health card hai mera. 
Jane kab kya ho jaye. 
Bus vo malik rakhvala hai mera. 

Na koi ghar me frij hai mere. 
Matke se kam chalata hu. 
Na koi aalishan mahal hai mere. 
Bus jhuggi jhopadi me time kat ta hu.

Na ac kular me rhta hu. 
Na badi gadiyon me chalta hu. 
Na brabri kru kisi ki me. 
Majdur hu me maryada me rhta hu. 

Na hath felata hu kisi ke aage. 
Jo mil jaye mujhe vakt pe usme gujara karta hu. 
Me  matti ka ghada hu pakka. 
Me mahnat ki karke khata hu. 

Na mili kabhi puri salry. 
Jyada padha likha nhi hu me. 
Fund bonus kya hota hai. 
Har hak se khali rah jata hu me. 

Jab me kam krunga
Tabhi badhega tera karobar. 
Mujhko hi agar Tu fatkare. 
Ho jaiyga Tu lachar. 

Mere bare me bhi sochna. 
Mujhko labour bhi kahte hai. 
Rukha sukha khakar jite hai. 
Ha me majdur hu hum samman se jite hai. 

Me kah nhi pata apna  dard kisi se. 
Har atyachar sahta hu. 
Mera dard bhi to Tu dekhle. 
Me majdur hu mere halat ko dekhle. 


Bina kahe mere dard ko padhle. 
Kyo karu me phir aandolanon. 
Samaanjanak e andata mere. 
Meri jindgi ki kitaab ko padhle. 

Me majdur hu maryada me rahna cahta  hu. 
Hak marna naa kabhi tu mera. 
He meri bhi bus ek hi aash. 
Roti kapda makan. 

Meri takat mera kam. 
Majdur hai meri pahchan. 
Aaj majbur kar diya sabne milke. 
Me har roj maje divas mnata hu. #majdur #Labourday kya karu deri der se bani par kuch ghante me bani
raj5301425884336

Rv official

New Creator