apno se fasla na bad jaye mai darta hun Gamo k samandar lakh dil me mai rakhta hun apno se fasla na bad jaye mai darta hun Tu apna hai mera koi gair nahi hai Gairo ko bhi dil me a dost mai rakhta hun kya hua aisa Jo tune na sath diya mera aitbaar Teri bato ka mai aaj bhi karta hun apno se fasla na bad jaye mai darta hun Har bat ko yun dil se tu na laga e saki Mehfil se mujhe parhej nahi dile ruswayi se darta hun Apno se na fasla na bad jaye mai darta hun Kya hua Jo mujhe gum hi mayassar hua har dum Taqdeer se bhi bhidne ki har gunjaish mai rakhta hun Apno se fasla na bad jaye mai darta hun By B. S Rautela