Nojoto: Largest Storytelling Platform

kya lagta hai yunh zindagi mein khaali baithna as

kya lagta hai yunh zindagi mein 
khaali baithna asaan hai, 
kuch kar na paana, 
apne sapno ki manzil tak na pahuch paana, 
asaan hai, nahi na, 
kya lagta hai kabhi khwaab nahi dekhe the 
ki apne liye aur auron ke liye misaal banege, 
ek din hum bhi apni pehchaan banayenge, 
lekin yeh toh duniya ki ek buri hakkikat hai,
jo chaha kabhi paaya nahi, 
jo socha waisa kabhi hua nahi. 
kya lagta hai zindagi bs yunhi guazar jaayegi 
adhure khwaabon ke bina. 
24/9/24
⏰12:01 a. m. 
(ubaida khatoon S S) ✍️

©Ubaida khatoon Siddiqui #sadquote
#ubaidakhatoon
#ubaidawrites
#thoughts