ye kahani hai do tute dilo ki ek ladka tha jiska dil uske pahle pyar ne toda tha or us ladki ka dil bhi uske pahle pyar ne toda tha wo ladka or ladki dono hi ek safar me ladke ne apne tute dil ki dastan us ladki ko sunai uska dard sun kar ladki bhi ro padi ladki ne bhi ladke ko apne tute dil ki dastan sunai fir bhi wo ladki hamesa hasti rahti thi har kisi se wo apna dard chhupati rahti or sabko hasati or khud hasti rahti ladke ne socha ye humesa hasti rahti h ladke ne us ladki se apne dil ki bt kahi or bola kya tum mera sahara banogi mera sath dogi mai bahut dard me hu kya tum mujhe hamesa hasati rahogi khush rakhogi ladki ne uski dard bhari dastan sun kar us ladke ka hath tham liya or uska sath dene k liye man gayi dono hi ek dusre ko samajhne lage or khush rahne lage dono hi apni nayi zindgi ki suruwat kar diye or khush rahne lage aange ki kahani dusre page me dekhe ye kahani hai do tute dilo ki