Soldier quotes in Hindi kuchh desh ke rakshako ke naam baaj hai wo pankh faila kar chalta hai najaro ko do kadam badha kar chalta hai swabhiman me wo angar hai ki jaise bharat maa ka sringar hai uchi hai gardaan aur uchi hai najare tabhi to janab ye bharat desh mahan hai ©Sachin Kumar foji attitude shayari