Nojoto: Largest Storytelling Platform

Balatkar se usse sukhoon milta dard main chilati

Balatkar se usse sukhoon milta 
dard main chilati uss masoom ki aankhen naam pad jhati.
par usse koi farakh nahi padta 
usne apne hawaz ko bhuja ne ke liye uski
zindagi ko tabah kar diya 
par usse koi farakh nahi padta 
usne apni pal bhar ki chaah ke liye uske saath uske parivar ko zinda dafna diya
par usse koi farakh nahi padta 
aaj bhi desh chup hai kyun ki 
awaaz utane ke waqt duniya ki soch beech main sawalon ka sehlab lekar aa jati 
ki Galti uski hai kyunki usne kapdo ko liyhaz na kiya
haan saach yeh ki aaj bhi bhalatkar 
desh main bimari ki tarah fhel gaya jiska
hilaaz koi na doondh saka
tabah ho gayi ek aur zindagi 
kyunki desh phir se chup raha. Soch Jab tak na badle iss duniya ka Kuch na ho sake tababh ho jayengi inki Zindagi har bhar jab tak yeh desh chup rahega 
#nojotoshayari#nojotopoems#nojotomusic

thewriter7071

Ajay Kumar.

New Creator