White barf ko kabhi aag ke pas lakar dekhoon, main khud ko tere pas lakar dekhoon, tooth jaoge aur hafton baat nhi kroge, main teri tarah bahane banakar dekhoon, woh raaz jo seene mai dabaye rakhe hain, kabhi woh raz tujhe batakar dekhoon, suna hai ye aaina sach bayan karta hai, aaj zara iski dhundh hatakar dekhoon, jalan kya hoti hai ye tum samjh jaoge, kisi ko tumhari jagah bithkar dekhoon ©Riyazul Qamar #sad_quotes Suman Zaniyan