Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zindagi ki sachchaiyon se ab dar gaya hu main; Zin

Zindagi ki sachchaiyon se ab dar gaya hu main;
Zinda to hu par kabka mar gaya hu main.

Baki hain bas diwarein baki nahi koi;
Thaka hara hua wapis wahi ghar gaya hu main.

Aati rahi hain mujhko satane ke liye jo;
Teri un sab yaadoin se aaj lar gaya hu main.

©Prabhakar Kumar #shayari #hindishayari #beinglonely #sher