short lines unka ik pal ka mushkrana tumhare pure din ki khusi hai kya ? unka tumhari or dhekna or tumhara pura din ban jana pyar hai kya? unki choti si khusi mai apni khusi dhundna tumhara pyar hai kya ? unki di hui ajib si galiyo par tumhara mushkarana tumhara pyar hai kya ? tunhara unke liyr intzaar tumhara pyar hai kya ? zara si bat par unka gussa hokr ruth jana tumhara unko manana pyar hai kya ? ehsas lines mai nahj dil mai hota hai kbhi mehsus kara hai kya ? #Shorya #Shorya