Nojoto: Largest Storytelling Platform

Iss baar hua h kch bhaut bada uss paar, Fir ek bac

Iss baar hua h kch bhaut bada uss paar,
Fir ek bachi bani h kiska shikar.😑
Mai nai manta usko ek mard,
Joh diya usne ek zara si bachi ko itna dard.😟
Kyu mili uss bachi ko itni bdi saza,
Yha sunn kr duniya ka har insaan taadp utha.😣
Wo maa-baap toh gye the karne umrah,
Unhe kya pta tha ki yh desh h itna gumrah.
Lekin ab bhaut hua yh, ab chhaiye insaaf,
Tabhi hoga jakr apna desh saaf,
Aisa karne walon ko ni milegi maafi,
Kyuki ab iss baat ki saza honi chhiye sirf faasi.😑
     #Justiceforzainab
     #againstrape #painfultruth #justice_for_zainab #yqbaba #yqdidi #yqtales #yqbhaijan #yqdada