Nojoto: Largest Storytelling Platform

Har beej ko mehnat se tapti dhoop me bota hu.. A

Har beej ko mehnat se tapti dhoop me bota hu.. 
 Achhii fasal ki faryaad us khuda se karta hu.. 

Karz tale dba hu... Bachche bhi mujhe padhane hai...
Khud udas hu bore k bojhh uthhane hai..

Kabhi mohtaaz main Paison ko.. 
Kabhi mohtaaz main ak baar khane ko..

Pr fir bhi jee jaan se mehnat main krta hu.. 
Rakhhwali krne ko main khet me hi sota hu..

 Lgti hai aapko bemausam barsaat aayi hui Baarish ki Fuhaar.. 
Mujhe lgta hai meri zindagiii pr hua ab ak aur waar.. 

Pakode khao Baarish ki bahar me.. 
Hum marte rahe shashan k atyachar me..

Achhi fasal ki faryaad us khuda se karta hu.. 
 #farmer