SUNA THA SANGDIL KO DIL-E-JAZBAAT PAR IKHTIYAAR SA HO GAYA DAASTAN ADHOORI THI PYAR KI ,"KEHKE" KHUDA KI KHUDAAI MEIN MASROOF SA HO GAYA WOH EK ZAMANE SE USKI KAMZORI BAN BAITHI THI QISSA YE ISHQ KA , MUSSALSAL " "AAYA-GAYA" -"GAYA-AAYA " SA HO GAYA WOH BAAT KA BEHADH PAKKA INSAN THA KHAMOSH ,SANJEEDA ,JAHEEN ,HASSASS BAHOT THA ISHQ USI SE KARUNGA SIRF AB , "BOLKE" TAARIKH KI LA-ZAWAAL MISAAL SA HO GAYA MEHBOOB KI AAHAT , SAANS, SAAYE PARCHAAI TAK SE "MUTAMID" THA DEEDAR KARTE-KARTE US TASVEER KA WOH SHAQS ,"USKE "AQS SA HO GAYA JHALAK KYA DEKHI MEHFIL MEIN KAL ROOBARU DEED SE MOM KE MANIND PIGHAL SA GAYA EK SANGDIL SANAM KA IKHTIYAAR DASTARAS SE BAHAR SA HO GAYA UNHI GALIYO MEIN WAPAS QADAMO KA "RUKH" SA HO GAYA ✍SAMEEKSHA RAWAT #sameekshakikalamse #nojotowriters #sadshayari #romanticshayari #lovepoetries #lovequotes #sangdil #gazal #trueloveshayari #urdugazal #urdushayari #sachhapyar #ishqpyarmohabatpoetry #jaipurdiaries #sameekshakikalamse