Boht hi Maan hai tum par suno Paas-e-wafa Rakhna. Sabhi se tum Milo Lekin Zra Sa Fasla Rakhna. Bichad Jana Bhi Padta Hai Zra Sa Honsla Rkhna. Abhi imkan Baqi Hai Abhi Lab par Dua Rkhna Boht Nayab hain Dekho hame Sab Se Juda Rkhna.. Hilal