begaana sa ye mausam hme apna lagne lga ek pal jo milna apse hmara hone laga khubsurat se waadiyo m hm yun kho se gae deedar e husn jab s apka hone laga azad panchhi ki Tarah hme to Udaan bharna tha hme to ek din aasmaan tk phuchna tha Unke nazro key har kone se Kahi dur hme to khd ki zindgi me Ek mukaam banana tha is dil key aashiyane me kai ghr ujarta maine dkha hai maine apno ko hi apno se dur hota dkha hai is zindagi ke kai fasano me hi maine insan ko insaan se hi majboor hota dkha hai maine apno ko apno se hi dur hota dkha hai.... chand muktak..independent lines#Like share and #Comment #Nojoto #Prateek