Teri chhoti si ek bhul ne Saara gulshan jala diya Kya mehkenge phir phool kabhi Kya phir se bahaare aayegi Teri chhoti si ek bhul ne Saara gulshan jala diya Jaane kaha ki reet hai ye Koi kare aur koi bhare Nyaay nahi anyaay hai ye Doshi jiye nirdosh mare Sun le tu ae gaafil Tujhase kahe tera dil Teri chhoti si ek bhul ne Saara gulshan jala diya Gulshan jala diya Tune adhere de ke isse Chhin li naino ki muskan Saanjh sawere raat aur din Iske liye ab ek samaan Sun le tu ae gaafil Tujhase kahe tera dil Teri chhoti si ek bhul ne Saara gulshan jala diya Kya mehkenge phir phool kabhi Kya phir se bahaare aayegi Teri chhoti si ek bhul ne Saara gulshan jala diya Tere chalan ki aandhi ne Dekh le kitane ghar lute Tere chalan ki aandhi ne Dekh le kitane ghar lute Bikhar gaye rishte naate Jeevan ke saathi chhute Sun le tu ae gaafil #Teriekchotisibhulne