Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jindgi ki justju ko kya baya kere Haal a dil ko ki

Jindgi ki justju ko kya baya kere
Haal a dil ko kis kadar samjae
Tanhaiyo ka safar thaa
Jiske paydaan me hum hamesha se akele thae 
Jindgi ke hi mayinae badal gaye
Uski bevafai ne humko is kadar maar daala 
ki pyar se hi aitbaar uth gaya
Ab jindgi ke safar me kaha jayengae
Duniya ke taano ka kis kadar samna kerengae ye hum bhi nahi jantae
magar umeed rakhtae hai ki humare pyar ko ak din humare pyar ki kadra hogi aur vo lautker humare pass hi aayega tab hum duniya walo ko bolengae ki pyar kerne walo ki kabhi haar nahi hoti aur unke mukh per koi shikwa shikayat nahi hoti
                           Written by
Raksha Bhandati Pyar ki kahani chand shabdo me meri jubaani