Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kashti bhi na badli dariya bhi na badla, par ham d

Kashti bhi na badli dariya bhi na badla,
par ham dubne walon ka jazba bhi na badla,
hai shok-e-safar aisa ek umar se hamne..
manzil bhi na payi or rasta bhi na badla…

Waqt kya badla ki unki keemat badal gyi.
Suraj dhala to saaye ki surat badal gyi.
1 umar tak hum jinki zarurat bne rhe.
Fir yu hua k.
unki zarurat badal gyi. Revenge, Intekam, Badla...

themelodyofheart9437

Kamran@Rani

New Creator