Nojoto: Largest Storytelling Platform

Na jaane kyun woh har baar aata hai pichle baar se

Na jaane kyun woh har baar aata hai
pichle baar se zada iss bar dil dukhata hai
Aur ehsas hota hai mere aansuon ka agar 
ki ehsas hota hai mere aansuon ka jab
Mere har dard pe marham ban ke khud bas jata hai
Na janne kyun woh har baar aata hai

Muskan pe jaan chidakta hai meri
 par har baar mere aansuon ka sabab ban jata hai
do pal pyar dikha ke phir
mujhe na chahane ka ehsas karata hai
ki jhuk jati hai hai uske Nazare mujhse ezhar karke 
jhuk jati hai uski nazaren mujhse ezhar karke
phir nahi hai meri ehmiyaat iss bath ka sabko yakeen dilata hai
Na jaane woh kyun har baar chala aata hai

Ek naya sa pyar apne aankhon me saja lata hai
han woh pagla mujhse pyar na karne ki jhooti bate batata hai
Na jaane kyun woh har baar chala aata hai

$oul of love_San@ #Na_Jaane_kyun
#Hindi_Poem
#Nojoto