Nojoto: Largest Storytelling Platform

Khaamoshiyan bhi kyaa asar ker jaati hai Na jaan

Khaamoshiyan bhi kyaa asar ker jaati 
hai

Na jaane kitne dard khaamonshi me dabaa jaati hai.

Juban Alfaaz dono hi khaamosh yun

hote hai  

Darde dil aankhen kahan kabhi kucch cchupa paati hai.

Per aankhon ki jubaan kahan koi nazar
samajh paati hai

Aang lagi dhuan hogaa ,baandh  sailaab ko kahan roak paati hai.

©Satyajeet Roy #Khaamosh zazbaat