Nojoto: Largest Storytelling Platform

meri yaadon ki kasti ka sira jhukta gya. tum doo

meri yaadon ki kasti ka sira
 jhukta gya.
 tum door jati rhi
 or bojh badta gya.
samjhne samjhaane ki kasmkas me
suraj dhalta rha 
or din nikalta gya..

©Amardeep Nigam
  #ramadan Mubarak

#ramadan Mubarak #शायरी

285 Views