jazbaati hona, gussa krna, choti choti baato ko dil pe lena ,jaldi rodena, ye ek saaf dil insaan ki nishani hoti hai ,is ki wajhe jazbaat me shiddat hona hai, ye sab khubiya kisi munafiq me nahi paayi jaati hai, inka talluq un logo se hota hai jo rishto ko dimaag se badh kr dil se chahate hai #rishto ki ehmiyat