gunaah mohabbat ka ker ke hum aaj sharminda hain✍️ har baar shikast khaker bhi kambakht zinda hain✍️ kya bayaan karein,apni takleef kisi ke saamne✍️ jiska na koi ghar hain na gharaunda ,ek aisa parinda hain✍️ 🙏🙏🙏🙏 waqt zaya kiya apna bhi ,or tumhara bhi✍️ na khabar thi ki mohabbat,barabar valon ki he mukammal hua karti hai✍️ per tum jese logon ko khuda ke kehar se bachane ke liye✍️ hum jese logon ki he dua kubool hua karti hai✍️🙏 ©siddhu for my Dfs only🙏