anshuoko hum lakh chhupate kabhi na kabhi unko behna hi tha kab tak hum yunhi chupi sadhte lafzo ko bhi kuchh kehna hi tha aap bich rashte hi chhod gaye hume to zindegi bhar rehna tha aap k kami hume roz satate he aap k yadein pal pal rulate he pata bhi nehi wo konsa jaga kitna dur pe rehte ho jese hum aap ko dundte he kya aap bhi hume yad karte ho? kyun itna lad kiye jab itne jaldi chhodke jana tha kuchh der ruk ke aap ko phir se hamare paas aana tha ungli pakdke chalna to sikhaye aapke bina jena na sikhe he phir se haat tham lo na aaj bhi hum udhar hi ruke he ese kese chhod k chale gaye kya batana jarori nehi tha bata ke jate to sayad hum bhi aap k bina jeena sikh lete ©Monalisha Sahu #Thinking