kis halat se gujar rha hu ye bta bhi nhi sakta Anadar aasu ka dariya toot gya par inhe aankho tak laa nhi saktaa Kuchh log aaye aur chale gye yu hi chhodkar Burraa kyun lagta tujhe har Sakhs puri zindgi sath nibha to nhi saktaa ye to kahne sunne ki batein huaa karti hai khus karne ko warna pta sabko hai chand tare todkar to la wo bhi nhii saktaaa Chal maaf kr usse uski nadani pe chhod de yu gila karnaa Jo meraa nhi hua wo kisi aur ka ho bhi nhi saktaaaa #Mswrites ©Manish Kumar Singh #vacation poonam_singla