Nojoto: Largest Storytelling Platform

khuda to khud mohabbat hai! wo kitni der dekhega

khuda to khud mohabbat hai!

wo kitni der dekhega ,
tadapna apne bando ka ,

nahi. viraan rakhkega ,
wo betullaah ki masjid ko,

khuda ko reham anaa hai,
khuda ko rehem aayega,

fakht tum hoslaa rakhna,
zara saa faasla rakhna, 

jhukaa kar sarko sajde main ,
khuda se raabta rakhna,

mohd Arsh Malik beshak wo sunta hai 😇😇
khuda to khud mohabbat hai!

wo kitni der dekhega ,
tadapna apne bando ka ,

nahi. viraan rakhkega ,
wo betullaah ki masjid ko,

khuda ko reham anaa hai,
khuda ko rehem aayega,

fakht tum hoslaa rakhna,
zara saa faasla rakhna, 

jhukaa kar sarko sajde main ,
khuda se raabta rakhna,

mohd Arsh Malik beshak wo sunta hai 😇😇