Nojoto: Largest Storytelling Platform

Dil me aag hona jaruri hai. Khawabo ka rakha hona

Dil me aag hona jaruri hai.
Khawabo ka rakha hona bhi jaruri hai.
Kaise hoga koi insaan safal.
Dimag se teri yaado ka dur hona bhi jaruri hai.
Dard na ho jiwan me aage issliya 
Kiska kho jana bhi jaruri hai.

©Uttam Aj
  #jaruri_tha