Tamam zindgi khushiyon ke sath kati hai bade sukoon se din aur rat kati hai jab so jata hun Maa ke qadmon me to aisa lagta hai ki jannat me rat kati hai ©Niyaz Ahmed Niyaz Maa baap me qadmon me jannat hai