Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yeh us dour ki baat hai jb woh nadaan huya krta th

Yeh us dour ki baat hai jb woh nadaan huya krta tha
Hr pareshani hr muskil se anjaan huya krta tha
Dil ka saaf aur bahut hi paak huya krta tha
Ek nanha sa baccha, bahut hi sccha huya krta tha
Apne khelon mein magan..
Apne kaam se lagan...
Anjaan duniya ki chaloon se 
Anjaan logon ki chalakiyon se
Jise hr insaan apna dikhayi deta tha
Jise hr koi sccha smj aata tha
Apne doston mein lga rehta
Kitabon mein magan rehta tha
Zra c thokar lgne pr maa k pass roke jata tha
Zra se dard hone pe zor zor se chillane lgta tha
Yun yun zra bdha huya 
Haqeeqat se uska saamna huya
Jo use sch dikhayi deta tha
Woh ab saaf saaf dikhayi dene lga
Pehle baaton pe bharosa krta tha 
Ab iraadon ko smjne lga
Jo baatien parde k piche thi
Ab sb dikhayi pdhne lga
Kon apna kon praya sb sch sch dikhayi dene lga 
Ab doston ki pehchaan b hone lgi 
Apno ki ehmiyat b pta lgi
Kon scha kon mtlbi sb saaf dikhayi dene lga
Yun yun usne jawaani mein qdm rkha
Zimmedaariyon ka boj khda huya
Ab sb saaf saaf dikhne lga
Ab thokr lgti to khud smbhl jata
Zkhm lgta b to khud mrhm bna leta
Dukhi hota to raaton ko andheron mein akele ro leta
Subah fir muskurata huya chehra maa baap k samne le aata
Ab maloom tha use k nadaan nhi hoon mein
Ab haqeeqat ka aayina saaf tha usey
Ab mehnat uski ibaadat bn chuki thi
Pr dil to uska b tha takleef to usey b hoti thi
Girte,pdte smblna b khud tha
Zimmedaariyon ka bhoj uthana b khud tha
Ghr walon k samne muskurana b khud tha
Duniya k iraadon ko smjna b khud tha
Thkkk sa gya tha woh nannha sa bccha 
Jiski komal shaakhien ab tehniyaan bn gyi thi aur sb usey kaatne k liye tyarr the....... #Nojoto#boyslife#boyhood#reallife

thebrook4166

The Brook

New Creator