Nojoto: Largest Storytelling Platform

mai use apni duniya manta tha, galti kardi,aur yah

mai use apni duniya manta tha, galti kardi,aur yahi galti hazar bar ki, pata nai kyo 😊.har bar dilko samjhata raha iss bar bharosa nai karna lekin uski awz sunke phir se uske sath chalta raha,
chalte chalte wo kab kaha jati thi pata nai chalta, aur phir kuch dino bad aur dilko samjhata iss bar nai.phir wahi same to same, 
mujhe pata tha wo dhoka de rahi hai phir bhi kyo?? mai use apna manta tha,bas dil samjh nai raha tha, dimag samjha nai raha tha.
aaj bhi usi mod hai ham jaha unhone kaha tha Ajay thahro hum abhi atee hai

ajaymaske9651

Ajay Maske

New Creator