Tu kis had ki baatein karta hai yu paar hona khud ki khaasiyat hai rishton ko bachane ki apni hade hai tu kyu khud ko paraya karta hai tere raste mai kaatein hai to hai tum khud par vishvas na kar pao agar agr to dekhna khud ko zaroor ki shuruwat hi kyu kithi tu apni burai ko dekhte ho kabhi Achaiyo ko dekho mari mujhse baatein karke to dekho tab smjh ayga me kon hu ©Ajita Bansal Tu kis had ki baat karta hai #patience