Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yaad hain wo din jab raho mein hum chalte the eksa

Yaad hain wo din jab raho mein hum chalte the eksath?
Yaad hain wo din sirf dost hokar bhi jab tune pehlibar pakda tha mera haath??

Yaad hain wo pal pehlibar jab tu mere kareeb aya tha?
Yaad hain wo pal pehlibar jab tune mujhse akele movie ke liye pucha tha??

Yaad hain wo baatein jo tu mujhse matlab be-matlab ke bhi karta tha?
Yaad hain wo shamein jab tu mere pas baitha karta tha,mere sath hua karta tha??

Yaad hain wo din jab tu pehlibar mujhe ek gift dene ke liye nervous ho raha tha?
Yaad hain wo din jab maine tujhse pehlibar pucha tha,"yeh chocolate kis liye?", aur tune haske,"bas asehi",jawab diya tha??

Yaad hain wo raatein jo humne lambe lambe phone calls aur messages pe bitaye the?
Yaad hain wo yaadein jo humne eksath milkar banaye the?? Yaad hain?????....tumhe?
#yaadhai #love #yqbaba #yqdidi #yqquotes #mypoems
 
Srinjoy Das 
For you❤

arpitabanik6026

Apu

New Creator