Nojoto: Largest Storytelling Platform

Lagta hain phir se toofan aaya hain mere andar, va

Lagta hain phir se toofan aaya hain mere andar,
varna bahar ke shor mein itna damm kaha,
ki meri rooh ko kamzor kar de, lekin 
uss rab ne mujhe saasein di hain abhi tak,
koi vajah toh hogi meri vajood ki,
aur jiss dinn voh vajah milegi,
uss dinn fakr hoga iss qainat ko bhi,
kyunki mauke bahot aaye manzil ko chodd dene ke,
lekin musafir hoon mein pakka,
apni manzil ko paaye bina hi ruk jau,
aisa toh uss rab ne mujhe banaya nahi!