Main na samjha sakhta na tum main woh sabar hai Tum mere raste nahi badal sakhte ye mera safar hai Main yahan tak jo pahancha hoon ye mera nahi haarne ka saboot hai Piche mud nahi sakhta kyu ki, aab mere piche meri khud ki kabar hai ©Dibya Ranjan Priyadarshan Akela Befikar aur Nidar #meltingdown #poetryunplugged