Nojoto: Largest Storytelling Platform

meri mohabbat ko badnam kar diya tune jo na karna

meri mohabbat ko badnam kar diya
tune jo na karna tha
wo kaam kar diya 

ab Ishq pyar sab dhoka lagta hai 
nafrat sa ye hawa ka jhoka lagta hai 

barsho sa ek paal lagne laga hai 
dard me rahu aaj kl lagne laga hai 
aur dur wo seetara ho gaya 
na jane wo chand kaha kho gaya

©Banjara
  #me #Shayari
riyazansari6163

Banjara

Silver Star
Growing Creator

#me #Shayari

807 Views