Mamala hai ek tarfa Mai hu pyar kisise karta Uski baato pe hu marta Par sach bolne se darta..hu... Ha mai kisipe marta hu Muze use pana hai .... Uska ho Jana hai.... Use rani banana hai... Sath use Duniya ghoomana hai.... Ruthegi to usko manana hai .... Hath pakad mera Kharab ye jamana hai.... Hukum to kar, kya kya tuze lana hai..... Uski Badi badi ankhe Uski mithi mithi baate Khayalo me uske Mai bhi jaga kai raate Dar lagata hai muze Use koi aur na patade Deva us ke bhi dil me Mere liye pyar jaga de Taswir dekhu uski roj Mere Dil ke hai vo close Aayega ek din aisa Mere hato me hoga rose Karunga usko mai prapose Agar karegi na To hoga afasos Agar karegi haa To gale lagaunga use Kas ke I love you meri Jaan Bolunga haste haste Hogi shuru nayi kahani Mai Raja aur vo meri Rani ©Nikhil Mamala hai ek tarfa Mai hu pyar kisise karta Uski baato pe hu marta Par sach bolne se darta..hu... Ha mai kisipe marta hu Muze use pana hai .... Uska ho Jana hai....