kya ajib dastur hai jmane ka jab tk unke mn ki karte rho tb tk aap mhaan ho achhe ho or jis din apne bare mhe kuch soch liya apne liye kuch kr liya tb aap bure bn jate ho jis ensaan ne kbhi kisi ka bura nhi socha kbhi kisi ka bura nhi kiya fir bhi kyu ussi k sath hmesa bura hota h kyu jab usse jarurt hoti hai to koi uske sath khda nhi hota hai kya jmane ka yhi usul hota hai ?🤔😣 _Rashishankla jmane ka usul 😏h bda hi rude #nojoto #duniya #jmana #rude