rah e ishq ka dayera ba-haal hota hain, har shurwat ko phir zawaal hota hain, baqa k baad fana aam baat hain lein, fana hokar baqa ye kamal hota hain, ye kaifiyat ajab nazarya bhi ajab hain, aye ishq main tere khurban ye kya hota hain. ©sheikh basith ali sufi fana fi-illah (mard-e-kamil)