kuch bhi khaas nhi hai mujhme fir bhi bheed se kat kar chalna acha lagta hai.khud hi kehna khud hi sunna acha lagta hai daali nhi jisne ek nazar bhi kabhi mujhpr uski khaatir roj savrna acha lagta hai. khud hi kehna khud hi sunna acha lagta hai ©seema acha lagta hai.