Nojoto: Largest Storytelling Platform

Main tujhko chhipa lu Sooraj ki tapas se, Tha itna

Main tujhko chhipa lu Sooraj ki tapas se,
Tha itna to saya, meri baajuon mein.
Main waise palat deta sara jahan,
Jo bichhadta na aise meri aabru se.

Tu hota to sayad sudharne ko kehta,
Main dhundu sabak ab mere aansuon mein,
Ye kaisa namak hai teri aashiqui ka,
Ki ab jale Samandar mere aansuon se.

©Shooter Quotes #Samandar
#Namak
#Hindi Shayari
Main tujhko chhipa lu Sooraj ki tapas se,
Tha itna to saya, meri baajuon mein.
Main waise palat deta sara jahan,
Jo bichhadta na aise meri aabru se.

Tu hota to sayad sudharne ko kehta,
Main dhundu sabak ab mere aansuon mein,
Ye kaisa namak hai teri aashiqui ka,
Ki ab jale Samandar mere aansuon se.

©Shooter Quotes #Samandar
#Namak
#Hindi Shayari