Nadan Hai e banda tu or hain dil bhi tera khoob hi ye nadan tune nahi dekhi wo garibi na dekha tune ujadta kisi gareeb ka jahaan krta h tu sharm use apna kehne pr h qki wo gareeb mt bhool tu khud hain hissa uss duniya ka jaha tu sirf h ek mamuli sa mitti ka khilouna or khelta tujhse wo oopar h jo rehta teri samajh k bahar hain kaynat e zindgi nhi dekhi qki tune kbhi kaisi h ye gareebi shukr kr khuda samaan maa baap ka apne jink kaaran bunn rha h tu sundar sapne lekin na samjh kalank mt bna mazak uss insan ka jo chahta h bharna pet bina kisi sankat k apne pariwar ka chahe ho kaam chota ya krta ho wo mazdoori kahi yd rakkh samay se shreshth yaha koi nahi itihas utha or dekh milenge waha boht se shaqs kiya apne kaam ko chote se bda unhe h aj ispr garv na dekh apni nazro se hi duniya ko koshish kr kbhi dekh iss duniya ko nazar se unki kon chaahta hain mar mar kr jeena hain majboor kuki kuch to hain use bhi krna na hai wo kayar na hai chor na hai bojh kisi pr na hi hain kamchor mehnat se kamate hai mehnat ka khate hai nhi gye school na ki padayi dekha hain maine krte kismat ko bohto ki bhalayi baap k ehsano se pal rha h shareer tera still mt kr bkwaas nhi h kshamta kamane ki tujhme untill ना बना मज़ाक गरीब का तू हे शक्स