Nojoto: Largest Storytelling Platform

PERIODS Alag thali, alag bistar, alag sabse bitha

PERIODS
 Alag thali, alag bistar, alag sabse bithaya hai, Aj maa ne usko sabko bimaar bataya hai, Mandir Jana bhi uska kuch din nished karvaya hai, din kamre me bitaya Aj usne bhi apna pura apne hai, Suno! Suno! Suno! Aj fir mahina aaya hai .. Aj fir mahina hai.. aaya Bilkate dekha beti Ko to papa ne saval uthaya hai, Maa ne apni nazre jhuka kar pet dard bataya hai, Bhai ne bhi kahe diya mein dawai laya hai, Maa ne gusse me kahe diya humne bhi to saha tha, Tumne kyu tamasha bangya hai, Kar lo dhong dawai mat khana, Aj fir ek maa ne apni beti KO dard sehena sikhay hai.. Suno! Suno! Suno ! Aj fir mahina aaya hai . Aj fir mahina aaya .... hai #never_forgetyourdreamss_
#periods #writing